Pesh-e-Lafz
     Poetry of SAAZ
     Ashaaar
     ik Oska Gham
     ik Teri Khushi
     Articals of SAAZ
     Peopels Comments
     About Poetry & Love
     Other Poetry
     Yaadon ki Roshni Main
     Nafsiyati Uljhanain
     Pic Gallery
     Join US
     Tib & Tips
     Contact
     §λλž ώφяļδ Mắρ
     Guestbook




The Poet of Love SAAZ thepoet - Nafsiyati Uljhanain


NAFSIYATI OR GHARELO ULJHANAIN

Insan k liye zarori hy k wo har haal main ALLAH (GOD) ka shukar ada kary, 1st is baat ka k ALLAH (GOD) ne usy INSAN ki shakal main paida kiya, 2nd is baat ka K Naak, kaan, Aankhain, Haath, or Jism ata kiya, Behan Bhai, Rishty-Naty, Taleem or dosri naimaton sy nawaza. Sub sy barh kar AQAL ki dolat ata ki. Agar koi ZINDAGI main mehromi hy to in naimaton ka Shukar ada karty hoy is mehromi per sabar karna chahiye. ZINDAGI main har baat ka waqt muqar-rar hy, Waqt sy pehly or NASEEB sy ziyada kisi ko koch nahi milta.

Famous Dr: Modern ne kaha hy k,

"Jaysa ham sochty hain, way sy hi ban jaty hain, Hamari ZINDAGI Hamary khayalaat sy IBADAT hy, Apni UMEED sy barh kar ap koch hasil nahi kar sakty. Bohat sy log apni mayosi hi k ba-is apni KHUDA-dad salhiyato ko na-karah bana dety hain, Wo ye nahi janty’ bas hameesha apni gharibi, doston ki kami, un-ginat mayosiyoon ka tas-sawar kar k wo khud apni taraq-qi ki rah main ru-ka-watain paida karty hain."

Ik or MUFAKIR ka qool hy k "Apni umeedon sy ziyada Aap nahi ban sakty", is liye khush-umeed rahiye

ALLAH (GOD) bara (biggest) Meharban hy,WO kisi b waqt halaat badal sakta hy.Har mushkil k baad asani hy,ALLAH (GOD) per bharosa rakhain, mayosi kufar hy.

Angraizi main ik kahawat hy or kiya khoob kahawat hy k "Khali ZEHAN SHETAN ka KARKHANA hy". (An empty mind is devils workshop) Agar apki hobbies kam hain to in main izafa karain. DEAL karangi kehta hy k "Pereshaniyon ka behtareen elaj Masroofiyat hy" agar ap farigh hain to koi hobby apnain, kitabain (read books) parhain,achi kitab sy behtareen sathi koi nahi, agar reading ki adat dal li jay to ap bohat sy pereshaniyon sy bach sakty hain, agar UDAS rehty hain to sochon ka rukh badal-ny ki koshish karain, Positive soch rakhain(do good have good ki policy apnain) Ghar or Ghar sy bahar k afrad k sath behtar rawaiya rakhain in sy MUHABBAT karain, in k masail main dil-chaspi lain, agar halaat achy hain to falahi kaam karain, 4example" bachon ko muft taleem dain bady (biggest) paimany pe na sahi ghar main tuition de kar, apne ap ko itna masroof rakhain k apki tamam uljhanain, pereshaniyan apni moot ap mar jain. Baqi ALLHA (GOD) per chor dain wo apne bandon per 7o maaon sy ziyada MEHARBAAN hy.

Agar phir b apka Dil mut-ma-in nahi ho to ham sy rabta karain Shayad ham koi hal (solution) bata sakain.

Apki koi khas bemari?
Apki Shadi main rukawat?
Rishty dari k tanazat?
Olad ki mehromi?
Olad ki nafarmani?
Miyan bv k apsi jhagry?
Har Qisam ki tension ka muft elaj.

Rabta karain jab chahyn tab karain.
Help line no: +92-0332-2906036
Email address. saaz_thepoet@yahoo.com

 
Today, there have been 78 visitors (330 hits) on this page!

ہم فلم اور ڈرامو کی مکمّل کہانی اور خلاصہ لکھتے اور بیچتے ہیں، ضرورت پڑنے پر ہماری خدمات سے استفادہ حاصل کریں شکریہ ساز We sum up the whole story of the film and play writing and sell when necessary to get benefit from our services Thanks & Regards §λλž thepoet This website was created for free with Own-Free-Website.com. Would you also like to have your own website?
Sign up for free